Koi to samjhaaye mujhe,
ke ye zamaana meri samajh me naa aa raha..!!
Jo kisi ke ghar khushi ka samaa ho,
to kyu saraa jahaan gam manaa raha..!!
kyu apni ek chhoti si takleef ke liye,
insaan apna dukhdaa gaa raha..
kyu apni badi khush-khabar ko,
yahi insaan sabse chhupa raha..!!
jab koi shishu iss sansaar me janm leta hai,
to har insaan uska goon-gaan gaa raha..
par kyu kisi ke jaane ke baad,
yahi insaan sirf buraaiyaa ginaa raha..!!
arey kripya, koi to samjhaao mujhe,
ke ye zamaana meri samajh me naa aa raha..!!!
- A. Prakash

No comments:
Post a Comment